Ye Meri Life Hai - Chirag Mehta

Be Good & Do Good!

KAAM SHAALA TRULY Rang de basanti style!

NO work load
NO work load

Apni to kaam-shala masti ki kaam-shala
apni to kaam-shala masti ki kaam-shala

na koi kaam karne wala
na koi appraisal pane wala

apni to kaam-shala masti ki kaam-shala

apni to kaam-shala masti ki kaam-shala

kaisa ye sannata hai…
kaam kyun nahi koi karta hai..
Charo aur machta Shor hai.
har koi kaam chor hai…

Continued in Comments

1 Comment

  1. (Drum beats…)

    phokat ki sub khate hai..
    mail check kar, chale jate hai..

    kuch fwd ki kuch receive ki
    jo kaam ki nahi use delete ki..

    (Drum beats…)

    NO work load
    NO work load
    NO- NO

    NO work Load

    apni to kaam-shala masti ki kaam-shala
    apni to kaam-shala masti ki kaam-shala

    Bench per rahane se sikhi humne Makkari
    Project ke kam se hogye hum Sarkari

    Aakho main ek sapna hai
    Amir sub ko banna hai
    Kaam na karne ki humari Aadat hai
    Yahi to humari asli Daulat hai.

    NO work load
    NO work load

    apni to kaam-shala masti ki kaam-shala
    apni to kaam-shala masti ki kaam-shala

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *