Dil ki baat dil main mat rakhna,
jo pasand ho usay I Love U kahna,
agar woh gussay main aajay to darna mat,
sar jhukana aur kahna,
pyari behna milti rahna

Aur bhi kitni cheezein lut chuki hai dil k saath
ye farmaya doston ne ishq farmane k baad
isliye room ki har cheez kar leta hoon check
Ek tere aane se pehle ek tere jane k baad.

Aaina dekh kar begana hogaya,
woh apne he husn ka dewana hogaya,
Muqabla husn main hisa liya aap ne bhi,
Auron ko to cup mila magar..
aap ko jurmana hogaya

Jis tarhan suraj nikalta hai har raat k baad,
Chand alwida kehta hai mulaqaat k baad,
Tum ghar se mat nikalna warna log kahenge,
Dekho mandak nikal aya barsaat k baad.

Us ne hathon pe mehndi lagai hui hai
hum ne us ki doli uthai hui hai
Humain pata tha woh bewafa niklegi isiliye
Hum ne us ki choti behan bhi phansai hui hai

Arz hai unki galiyon ke chakkar kaatte kaatte
kutte hamare yaar ho gaye,
wo to hamare na ho sake par hum
kutton ke sardar ho gaye…

Sea view ka fawara na hota.
Girls college k gate ka nazara na hota,
ager fashion ney larkiyon ko bigarah na hota
To ahmedabad ka koi larka awara na hota.

har karz dosti ka ada koun karega?
hum na rahe to dosti koun karega?
Aey khuda mere doston ko salamat rakhna,
warna meri shadi mein dance koun karega?

bull bull ka bacha,
khata tha khichri, pita tha pani,
gata tha gane, mere sarhane,
ek din uraya, wapis na aaya,
kuttay ka bacha.

aap ko miss karna roz ki baat hai
aap ko yaad karna adaat ki baat hai
aap se dur rahna kismat ki baat hai
magar aap ko jhelna himmat ki baat hai